FAQS Jee mains & Jee advanced

FAQS Jee mains & Jee advanced

Q. इस बार JEE Main और Advanced में किस तरह के बदलाव की संभावना है ? 

Ans : JEE Main और Advanced 2013 की आयोजन के दौरान यह सोचा गया था कि 2014 में JEE Advanced को सब्जेक्टिव रखा जाए क्योंकि JEE Mains ऑब्जेक्टिव पेपर है ऐसे में एक ही पैटर्न पर दो बार विद्यार्थियों की जांच करने से कोई विशेष लाभ नहीं होता है.
पर इस बार यह लागू नहीं हुआ इस बार परीक्षा पिछली बार की तर्ज पर होगी जेईई मेंस में 1.5 Lakh छात्र JEE Advanced का पेपर देंगे इसे क्वालीफाई करने वालों को आईआईटी और आई एम में प्रवेश दिया जाएगा IIT में प्रवेश ना लेने वालों को इंडियन इंस्टिट्यूट ऑफ़ स्पेस टेक्नोलॉजी IIST कॉल करेगा JEE ADVANCED क्वालीफाई करने के साथ ही इन विद्यार्थियों का 12वीं कक्षा में संबंधित बोर्ड के टॉप 20 ℅ में आना भी आवश्यक है.

Q. JEE Advanced कैसा पेपर है ? 

Ans : JEE Advanced में 2 पेपर होते हैं दोनों पेपर में 60-60 प्रश्न पूछे जाएंगे physics chemistry aur maths se a 20-20 prashn aaenge पेपर वन में सभी विषयों से 2020 प्रश्न अलग-अलग तरह से पूछे जाएंगे शुरू के 10 सवाल ऑब्जेक्टिव के साथ-साथ सिंगल चॉइस होंगे. 5 मल्टीपल चॉइस होंगे, 5 इंटिजर प्रकार के होंगे, यह वस्तुनिष्ठ प्रकार के प्रश्न नहीं होते हैं.
JEE advanced ke paper 2 mein teenon se 20-20 prashn aaenge. 10 prashn comprehension ke Honge, 10 prashn multiple choice Honge, multiple choice Mein badlav Sambhav Hai. ismein five multiple, aur five matching type ke prashn ho sakte hain. 

Q. JEE mains ki taiyari kis Prakar karna behtar rahata hai ? 

Ans : Filhal vidyarthiyon ko January Tak advance ki taiyari Karni chahie. vaise mans aur advanced donon ka pathykram ek hi hai. mains ke pathykram mein CBSE ki kaksha 11 aur 12 ka ka pura pathykram Shamil Hai. jabki Advanced mein IIT ka Apna pathykram Hai. Iske bare mein JEE advanced 2014 ke a prospectus mein vistar se Diya gaya hai vaise iska 90 ℅ pathykram means ka hi hi Bus 10 ℅ pathykram modified hai. 

isiliye January Tak cutting prashnon ko HAL Karen January ke bad mens aur board ki taiyari Karen. Kyunki Mains aur board ka pathykram ek hi hai. aur advanced ke liye mains ko acche score se pass karna jaruri hai. 

February se board per Jyada focus Karen Kyunki jee main Mein 40 percent board ke ankon Ko mahatva Diya jata hai.

dusri Baat yah hai ki donon ka pathykram ek hi hai isiliye vidyarthiyon ko pure Saptah board ki taiyari acche se Karni chahie. bus mains ki taiyari ke liye Roj Pichhle varshon ka paper HAL Karen. Jo samasya Aaye use shikshakon ke Madhyam Se Dur Karen. iske liye time management bahut jaruri hai Kyunki board aur mans ke paper ke bich Gape bahut kam hota hai isiliye Ek Sath donon ki taiyari karna bhi bahut jaruri hai. 

Q. JEE advanced ki taiyari ke liye kya Khaas karna jaruri hai yah bataen ? 

Ans : Jaisa ki pahle Kaha gaya hai ki Je advanced ki taiyari ke liye January Tak ka samay aapke pass hai. Isiliye Ab Tak Jo Theory Padhi hai use se sambandhit prashn is dauran HAL Kijiye. iske liye 2001 ke bad ke prashn Patra ki madad le. isase advanced ke prashnon ko samajhne mein bhi aasani Hogi. Yad rakhen ki taiyari ka sabse Achcha Tarika test Dena hota hai. iske liye beete varshon ke paper ya coaching dwara karaya jaane wale test paper Ka Sahara avashya le.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

नागपुरी भाषा और साहित्य का विकास, nagpuri bhasha aur sahitya ka vikas in hindi

जगुआर के बारे में हिंदी में जानिये?

नागपुरी भाषा का परिचय, Nagpuri Bhasha ka Parichay